Namaste!
Agar aap CGHS (Central Government Health Scheme) beneficiary hain aur piles ka treatment karwana chahte hain, toh mostly, referral letter lena zaroori hota hai as piles ka treatment ek planned procedure hota hai. Most of the cases, iske liye emergency mein jaana nai hota
Apko apne nearest CGHS Wellness Centre se referral letter lena hoga. Bina referral, hospital aapka case reject kar sakta hai.
CGHS panel hospital mein referral ke baad treatment cashless hota hai, agar aap eligible hain.
Suggested Steps
Pehle apne CGHS Wellness Centre visit karein
Doctor se consultation ke baad referral letter lein
Fir, CGHS empanelled hospital mein appointment fix karein
HexaHealth aapko piles ke best doctors aur hospitals dhoondhne mein madad kar sakta hai, aur aapka treatment process simple bana sakta hai.
Jaldi araam aur swasth jeevan ki shubhkamnayein!