Toggle Location Modal

Sir main daily 2 goat legs ka only soup pita hu 2019 se... meko koi heart problem toh ni hogi na...2019 main toh maine bahut soup piya kyunki meko both knees main ligament injury hui thi toh sir 2019 starting se main daily 2 goat legs ka soup pee rha hu toh meko heart problem toh nhi hogi na...2019 main meri age thi 25

A
Aman Sharma
Posted Under Health and Fitness, on 11 January 2025

A
Aman Sharma
Posted Under Health and Fitness, on 11 January 2025
Write Answer...
H
HexaHealth TeamExpert

Namaste!

Goat leg soup (paya soup) nutritious hota hai, kyunki isme protein, collagen, aur minerals hote hain jo joint aur ligament recovery ke liye helpful ho sakte hain.

Kya Karna Chahiye?

  1. Health Check-Up: Apna cholesterol, blood pressure, aur heart tests jaise lipid profile karwa lein.
  2. Diet Balance Karein: Soup ke saath fruits, vegetables, aur fiber-rich food, include karein.
  3. Moderation Maintain Karein: Daily soup ki quantity ko control karein aur week mein 2-3 baar pee sakte hain.

Agar aapko koi symptoms (chest pain, fatigue, or breathlessness) feel ho raha ho, toh ek physician and nutritionist se consult karein.

Like
7 months ago
Related QuestionsView All

Chickenpox scars on my face how to remove it

H
HexaHealth TeamExpert

Two three days head pain

D
Dr. Bhavya GuptaExpert

मुझे टाइफाय पॉजिटिव है हाथ पाव पूरा बदन तेज दर्द होने लगते है क्या मे आयुष्मान कार्ड से कोनसे हॉस्पिटल मे एडमिट होकर इलाज करवा सकता हूँ दरभंगा मे हॉस्पिटल नाम

H
HexaHealth TeamExpert