Hello,
Gale mein cyst hona ek common medical condition hai. Har cyst surgery ke laayak ho yeh zaroori nahi, lekin agar wo bada ho raha hai, pain de raha hai, ya infection ka risk ho to doctor surgery recommend kar sakte hain.
Gale ka cyst aksar fluid-filled swelling hota hai
Yeh thyroid, sebaceous gland, ya lymph nodes se related ho sakta hai
Agar cyst bada, painful, ya repeated ho to surgical removal zaroori ho sakta hai
What You Should Do
Ultrasound ya FNAC test se pehle cyst ka nature samajhna zaroori hai
ENT or general surgeon se consult karna chahiye
Agar surgery recommend hoti hai, to procedure simple hota hai aur mostly daycare me hota hai
How HexaHealth Can Help
Aapke liye top ENT/general surgeon se consult fix karne me madad
Reports ke basis par treatment plan aur surgery guidance
Ayushman Bharat ya insurance ke under cashless treatment arrange karne me sahayata
Aap please batayein, test kara liya hai kya? Hum aapke saath hain poore process me madad ke liye.
SIR MERE FESTULA KA OPRATION 2022 KO HUAA THA JO KI FIR SE BHI PROBLEM AA RHE H ESKA DUBARA OPRATION KARBANA H
Urin jaldi jaldi hoti hai urin se hi dikkat hai kya ayushman card se Elaj ho jayga .
Gall bladder ka operation ho ga ? Free me because ayushmaan Card available hai jiska opration karna hai