Toggle Location Modal

What is cataract surgery and what are the risks involved?

M
Meera Devi
Posted Under Eye Health, on 3 April 2025

M
Meera Devi
Posted Under Eye Health, on 3 April 2025

Description

Motiabind operation

Write Answer...
BG
Dr. Bhavya Gupta
Expert
Ask Doctor

Hello Meera ji,

Motiyabind ka ek hi permanent ilaaj hai – surgery. Aaj ke advanced techniques jaise ki Phacoemulsification aur Femto Laser Surgery se motiyabind operation bilkul dard-mukt aur safe hai.

  • Tez aur painless procedure – Sirf 10-20 minutes ka time lagta hai
  • Hospital stay nahi hota – Same day ghar ja sakte hain
  • Jyada behtar aur saaf dikhai dena – Vision instantly improve hoti hai
  • Jaldi recovery – 1-2 din me normal kaam shuru kar sakte hain
  • Halke aur advanced lenses available – Jo natural aankh ke lens jaise kaam karte hain

Agar aapko ya aapke kisi close one ko motiyabind hai, to der na karein, kyunki surgery delay karne se vision aur weak ho sakti hai. Jaldi karaane se behtar results milte hain!

Kripya apna exact medical concern motiyabind operation ke baare mein bataye, taaki hum aapko behtar tareeke se guide kar sakein.


Like
1 year ago
Related QuestionsView All

बच्चे की आँख ट्रांसप्लांट होना और ब्लड प्रेशर के कारण आंख में ब्लड के धब्बे के इलाज़ के लिए।

H
HexaHealth Team
Expert
View All Answers

<p>Eyes surgery karwa skte hai ap jaldi reply krna urgent hai</p>

H
HexaHealth Team
Expert
View All Answers

Eyc ke tirche pan me aauahman lag sakta h kya operation karwane ke liye

H
HexaHealth Team
Expert
View All Answers