Hello Subhajit ji,
Aapka 3 saal purana hip joint fracture ka dard abhi tak chal raha hai, is baat ko lightly nahi lena chahiye.
Sabse pehle yeh jaanna zaroori hai ki 3 saal pehle aapka kis tareeke se treatment hua tha — kya surgery hui thi ya plaster/bed rest se ilaaj hua tha?
Abhi ke liye, ek orthopaedic doctor aapka clinical examination karega — jismein pain points dekhe jayenge. Uske baad, wo aapko recommend kar sakte hain X-ray ya MRI scan – jisse yeh samajh aaye ki bone, joint ya surrounding muscles ka status kya hai.
Iske basis par treatment plan decide hoga – jaise physiotherapy, pain management, ya agar zarurat ho to revision surgery bhi suggest ho sakti hai.
Jab tak complete diagnosis nahi hota, bhaari kaam, running aur zyada bending avoid karein.
Hend kerk che oaprrs karna he aukebarr me battkari ne
Does this yojana consider hip boll replacement in Bharati hospital
Sir Face pe fracture huva he to Aayushmaan card pe ho sakta he