Toggle Location Modal

Mujhe mild hydrocele ki problem hai aur 15 dino me police ka medical hai kya mujhe surgery karani chahiye ya nahi agar ha to kha mai kaushambi se hu

A
Aman
Posted Under General Surgery, on 7 April 2025

A
Aman
Posted Under General Surgery, on 7 April 2025
Write Answer...
D
Dr. Bhavya GuptaExpert

Namaste Aman ji,

Aapke dwara apni health concern share karne ke liye dhanyawaad.

🔍 Hydrocele ka treatment:  Aaj ke time mein hydrocele ka ilaj ek simple aur advanced surgery se ho jata hai, jise hydrocelectomy kehte hain. Ab yeh surgery modern techniques jaise laser-assisted ya minimally invasive procedure se bhi hoti hai.     

  • Kam pain
  • Chhoti si cut
  • Koi bada stitch nahi
  • Aur 1-2 din mein recovery shuru ho jati hai

Early treatment se na sirf aapka swelling aur discomfort khatam hota hai, balki medical fitness test clear karna bhi asaan ho jata hai.


📍 Hospital aur Doctor Options: Agar aap Kaushambi ya Prayagraj ke aas-paas best doctor ya hospital dhundh rahe hain, toh please HexaHealth care specialists se turant contact karein. Hum aapko nearest, trusted hospital mein early appointment aur complete assistance dene ka prayaas karenge.

Like
3 months ago
Related QuestionsView All

Hello doctor, Mere bhai ko appendix tha jiska operation dec 2024 me hua tha, lekin kuch samay baad June 2025 me usko Intestine me dikkat ho rahi hai doctor se consent kiya hai hai usko intestine obstruction btaya hai.. kya es hospital me intestine obstruction ka treatment ayushman card se hai ya nhi?

H
HexaHealth TeamExpert

Hi sir I'm madhav Kumar mera sawal ye hi ki gallbladder me stone ka tritment ayushman card se hota h kya

D
Dr. Bhavya GuptaExpert

Pittashay ki thaili me gandagi hai operation ho jayega

D
Dr. Bhavya GuptaExpert