Dear Laxmi ji,
Gallbladder mein 11–13 mm ka stone hona aur saath mein diabetes (sugar) hona ek serious combination hai, specially jab pain severe ho. Aise cases mein gallbladder removal surgery (laparoscopic cholecystectomy) hi safe aur permanent solution hota hai.
Stone ke chalte gallbladder mein infection ho sakta hai, jo diabetes patients ke liye life-threatening ban sakta hai
Dard barhne par jaundice, vomiting, fever bhi ho sakte hain
Surgery mein delay karna high risk ho sakta hai, isliye timely treatment lena zaruri hai
3–4 chhoti cuts se gallbladder nikal diya jaata hai
Diabetic patients ke liye bhi safe hota hai, agar sugar controlled ho
1–2 din mein discharge, jaldi recovery
Aapka sugar control aur fitness for surgery evaluate karayenge
Best gastro surgeon aur nearby hospital suggest karenge
Agar aapke paas insurance hai to cashless surgery arrange karenge
Cost concern ho to EMI option bhi available hai
Booking, documentation, surgery aur follow-up tak full support